People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 7 *

Sanso Mein Chandan Sa
Lyricist: Jainendra Jain
Tag: Hindi
Video:
saanso me chandan sa
aankho me kajal sa
hotho pe geeto sa
paanvo me payal sa
sapna mera sapna
pyara sapna sundar sapna

chhalka jo ghadta tha pyar se
bechain firti thi kispe lutau
ik raja rani ki chahat anokhi thi
kisko kahani sunau
ik sukh ko tarsi thi
aanchal ko kore laga de koi daag
sapna mera sapna
pyara sapna mitha sapna
jo kal aankho me tha aaj baaho me hai
mera sapna pyara sapna
mitha sapna mera sapna
Pao Mein Payal
Singer: Asha Bhosle
Lyricist: Jan NIsar Akhtar
Tag: Hindi
Video:
paaon mein payal sa sapna
mera sapna pyara sapna
meetha sapna jo kal aankho me tha
aaj baho mein hai
mera sapna pyara sapna
meetha sapna sundar sapna
chalka jo karta tha pyar baichen
firti thi kis pe lutaau

ek raja rani ki
chahat aanokhi thi
kisko kahani sunaau
hatho mein chandan sa
aankho mein kajal sa
hotho mein geeto sa
paaon mein payal sa
sapna mera sapna
pyara sapna sundar sapna

chalka jo karta tha pyar baichen
firti thi kis pe lutaau
ek raja rani ki
chahat aanokhi thi
kisko kahani sunaau
ek sukh ko tarasti thi
anchal pe kore laga de
koi daag apna
mera sapna pyara sapna
meetha sapna jo kal
aankho mein tha aaj baaho mein hai
mera sapna pyara sapna
meetha sapna sundar sapna
Mori Bali Umariya
Singer: Asha Bhosle
Lyricist: Jainendra Jain
Tag: Hindi
Video:
mori bali umariya kharab kini balma
badla lehu adalat me
mori bali umariya kharab kini balma
badla lehu adalat me
badla lehu adalat me
badla lehu adalat me
mori bali umariya kharab kini balma
badla lehu adalat me

mori bali umariya kharab kini balma
badla lehu adalat me
mori bali umariya kharab kini balma
badla lehu adalat me
badla lehu adalat me
badla lehu adalat me
mori bali umariya kharab kini balma
badla lehu adalat me

bhala raha tose banwari ka chhora
mukhda salona banka rang bada gora
hontho pe lali thi
aankho me kajra
ek hath paan liye
duje me gajra
paan liya jhatak
use diya ek dhakka
aa aa bhali mori niyat
kharab kini balma
badla lehu adalat me
mori bali umariya kharab kini balma
badla lehu adalat me

tum se to acche bude vedh ji videsh re
dhare bada dhyan mori ji na lage thesh re
nabaj dhari hath kaha acchi hai chhori
vedh ji ri bhul bhaye kare barjori
vinti na mani chirori na jani
mori halat badi behisab kini balma
badla lehu adalat me
badla lehu adalat me
badla lehu adalat me
mori bali umariya kharab kini balma
badla lehu adalat me
Jiya Maane Na
Singer: Asha Bhosle
Lyricist: Jan NIsar Akhtar
Tag: Hindi
Video:
jiya mane na khadi taku saiya
ho koi aawe re mai to jhaku saiya
jiya mane na khadi taku saiya

ruiya dhunke re jiya kanpe sunke re
ho rahu sapne banke re ho ji
odhu chunri chunkre re ho ji
ho jiya mane nahi khadi taku saiya
ho koi aawe re mai to jhaku saiya

mukh ye gora tan ye kora
saiya ek din to chu le
yu na tarsa lage dar sa
mohe sudh budh na bhule
doli jaye baiya aaja more saiya
sanse ye chhu le
runiya dhunke re jiya kanpe sunke re
ho rahu sapne banke re ho ji
odhu chunri chunkre re ho ji
jiya mane nahi khadi taku saiya
ho koi aawe re mai to jhaku saiya

lat jo latke khau jhatke chaal jadu si lage
mane kahna tan ka chaina kaahe aise mei tyage
mangu tori saiya aaja more baiya
preet ki jage rui
ruiya dhunke re jiya kanpe sunke re
ho rahu sapne banke re ho ji
odhu chunri chunkre re ho ji
ho jiya mane nahi khadi taku saiya
ho koi aawe re mai to jhaku saiya
ho jiya mane nahi khadi taku saiya
ho koi aawe re mai to jhaku saiya
Nathaniya Ne Haye Ram
Singer: Shobha Gurtu
Lyricist: Jan NIsar Akhtar
Tag: Hindi
Video:
nathaniya ne haye ram bada dukh dina
nathaniya ne haye ram bada dukh dina
nathaniya ne haye ram bada dukh dina

jab mai ho gayi jab mai ho gayi
jab mai ho gayi chaudah baras ki
jab mai ho gayi chaudah baras ki
logo ne picha mora kina
nathaniya ne haye ram bada dukh dina
nathaniya ne haye ram bada dukh dina

jab mai ho gayi
jab mai ho gayi pandrah baras ki
jab mai ho gayi pandrah
jab mai ho gayi pandrah baras ki
jab mai ho gayi pandrah baras ki
sar se dupatta mora china
nathaniya ne haye ram bada dukh dina
nathaniya ne haye ram bada dukh dina

jab mai ho gayi jab mai ho gayi
jab mai ho gayi jab mai ho gayi
jab mai ho gayi jab mai ho gayi
jab mai ho gayi jab mai ho gayi
jab mai ho gayi solah baras ki
jab mai ho gayi solah baras ki
godi me mohe bhar lina
nathaniya ne haye ram bada dukh dina
nathaniya ne haye ram bada dukh dina
nathaniya ne haye ram bada dukh dina
nathaniya ne haye ram nathaniya ne
nathaniya ne haye ram nathaniya ne
nathaniya ne haye ram bada dukh dina
nathaniya ne haye ram bada dukh dina
Dil Hai Hazir Lijiye
Singer: Shobha Gurtu
Lyricist: Jan NIsar Akhtar
Tag: Hindi
Video:
dil hai haazir lijiye le jaiye
aur kya kya aur kya kya
aur kya kya chaiye farmaiye
aur kya kya chaiye farmaiye

pyar dhokha hai
pyar dhokha hai
to dhokha hi sahi
chahta hai, chahta hai
chahta hai dil ke dhokha khaiye

humko pura imtiha manjur hai
humko pura imtiha manjur hai
aur bhi tarsaiye tadpaiye
aur bhi tarsaiye tadpaiye

ishq walo ka
ishq walo ka
aap apni, aap apni
aap apni aag me jal jayiye
aap apni aag me jal jayiye
dil hai haazir lijiye le jaiye
Saiyya Ke Gaon Mein
Singer: Asha Bhosle
Lyricist: Jan NIsar Akhtar
Tag: Hindi
Video:
saiya ke gavo me taro ki chhav me
saiya ke gavo me taro ki chhav me
banke dulhaniya jaungi
pahne payaliya ghote ki angaiya
khud se bhi sharmaungi
saiya ke gavo me taro ki chhav me
banke dulhaniya jaungi

sasu khadi khadi khadi mora ghunghata uthaye
dekhe mohe jiya bhare kaha balihari jaye
bole sasur badi pari bahu hum chun ke laye
hoke magan mai bhi khushi khushi moti lutawe
kahve nandiya bhabhi to bhaiya
mai to chura le jaungi
saiya ke gavo me taro ki chhav me
banke dulhaniya jaungi

mohe bhaye ye resham ke jode
pal pal khanke chandi ke tode
bala devra aa pichha na chhod e
achra khenche baiya marode
kahwe jethani mai tohe rani
sone ke jhumke laungi
saiya ke gavo me taro ki chhav me
banke dulhaniya jaungi

layi more piya tore liye bala joban re
kaali late mori bhara bhara gora badan re
garva mohe laga laga piya bhari di jo man re
pyasi mai na rahu kasam tohe more sajan re
jitna satave jitna fasave utni mai wari jaungi
saiya ke gavo me taro ki chhav me
banke dulhaniya jaungi
pahne payaliya ghote ki angaiya
khud se bhi sharmaungi